Thursday 17 March 2016

// // Leave a Comment

Blog kaise banaye

Namskar Dosto
Aapne abhi jo key word use karke aap yha aaye hai .to mao aapko batana chahata hu ki agar aap internet se paisa kamana chahate hai to ek paryay hai ki aap ek apna blog banake bhi aasani se apni income kar sakte hai. vaise to bahut sare tarike hai jisse ki internet se paisa kama sakte hai .to aaj mai aapko blogger ki puri jankari deni ko puri koshish es post se karne ja rha hu or asha kartahu ki aapko pasand aayengi or aap blog banakar future me paise ya apni income kara sake.

krupaya yh Post pura padhe.


1.  Blog banane ke liye aapke pass ek  Gmail account hona jaruri hai . Agar aapke gmail account hai to aap use blog ke liye use kar sakte hai . par agr nahi hai to aap gmail account bana lijiye . Mai to aapko slah deta hu ki aap apne Blog ke liye ek agl se Gmail account bana le taki apko aage koi bhi taklif naa ho kyaki security ke hisab se Gmail account kabhi bhi  hack naa ho.

2. Abhi aapke pass Gmail account hai to hum shuruvat karte hai ki Blog kaise banate hai . jo ki bahut aasan hai aap Blogger.com me jaye vha aapko apne Gmail account ka login user name or password dena hai or login hona hai . vha Blogger ka main page dikhenga us par aapko apke Blog kaa naam or url  dena hai . vh chek karenga ki jo aap url de rkhe hai vah agr pahle se moujud hai to aapko dusra url ya url badal kar dena hai.

3. To dosto abhi aapko apne blog ka naam or url mil gya hai . To hum shuruvat karte hai Blog kaise banate hai ya blog me post kaise add karte hai. abhi Blog ka main menu aapke samane honga vha aapko New Post par click karna hai or apni pahli post likhni hai.  post ka title or  post se judi tmam bate aapko yha deni hai .

4. Jab bhi hum koi site ya Blog dekhate hai to hame us post me kuch image ya video dikhai dete hai . Hum hamare Blog me bhi  image ya video aasani se rkh sakte hai  new post menu me link ke baju me do chote image dikhenge ek insert image dusri insert video vha se aap aasani se image ya video le sakte hai .

5. Ab jab aapne apni pahali post likh li hai to janiyeki aapke right side me aapko tin button dikhenge Publish, Save, Preview to thoda sa inke baare me jaan le. Agar aapki post puri likhi naa ho to aap save karake rkh sakate hai or baad me puri karke publish kar sakte hai usake liye aapko save post karna hai . jo post aapne banayi hai vh Blog me kaisi dikhengi yh janna hai to aap preview karke dekh sakte hai . Post me sabkuch thik hai aakhir me aap post ko Publish kar sakte hai .
  • post publish ya modify kaise kare


6. Uske niche aapko post settings najar aa rahi hongi jisme aapko Labels , Published On, Permalink , Location, Search Description , Options ye sab dikhai jati hai to uska mahatv kya hai jaise Labels , yah ek menu ki tarha kaam karta hai . jaise mano aapne kuch post likhi hai vh aapko ek menu ki rahah use hoti hai. Jab koi visitor aap ke blog me visit karenga to use vh  post us  menu me mil jayengi .  labels me aap ko jo menu tital chahiye vh vha likh kar save kar le .
  • Blog me post settings kaise kare

7. Kaoi Blog Theme me Search Description  yh  option  nahi hota par yh sco (search engine optimization ) ke lihaj se bahut raruri or fayade mand hai agar yah aapke theme nahi hai to use add kar le .

Abhi aapne Blog ka pratham step saflta purvak paar kar liya hai.





<-: PAGE :->  1 2 3 4  <-:  NEXT  :->


0 comments:

Post a Comment